LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jee Le Zara

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dheere dheere chalte jana hai
Jaldbazi me hai kya

Zindagi ka lutf uthana hai
Kal kya ho kya pata..

Asaman me taron ki masti hai jaise
Baarish ki boonde girti hai waise
Nadiyan bhi roke na ruke kisi se
Fir kyu hai tu ruka?

Jee le zara is mausam ko
Khulke jeele zara
Madhoshi me
Khulke jeele zara........

Mmmmm...

Pahadon ki thandi hawa
Saans gehri le zara
Phoolon se khushboo chura ke
Wadiyon me khoja

Udta ja
Behta ja
Thikana hai dhokha yaha
Har pal ko
Jeeta ja
Rukna mana hai yaha.....
Jeeta jaa...

Asaman me taron ki masti hai jaise
Barish ki boonde girti hai waise
Nadiyan bhi roke na ruke kisi se
Fir kyu hai tu ruka..

Jee le zara is mausam ko
Khulke jeele zara
Madhoshi me
Khulke jeele zara....

Mmmmmmmm...

Jee le zara.

PUBLISHERS

Lyrics © ForeVision Digital

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist