LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jaguar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Saiyan car mein ghumade
Jaguar mein ghumade
Ghar pe ghani main hogyi bore
NCR mein ghumade
Aaja baby sair karadun
Kahe tu gaadi ode ghumadu
Poore tere shok karadu
Mood tu banale
Saiyan car mein ghumade
Jaguar mein ghumade
Ghar pe ghani mein hogi bore
NCR mein ghumade



Modified caran mein haande banke chore hero tu
VVIP number lera 000 tu
Haan modified caran mein haande banke chore hero tu
VVIP number lera 000 tu
Kale dekh kararya sheeshe bata kasar ke rehri se
Tanne bhi bera se vikram kati driver heavy se
Re bhadak tu kayate leri baby
Yaar tera kati jehri baby
Naa kar ib tu deri
Chal gaadi ka jahaj banade
Saiyan car mein ghumade
Jaguar mein ghumade
Ghar pe ghani main hogi bore
NCR mein ghumade



Ghar pe na mera jee lage
Main soche jaau padi padi
Kade ghumake layata na
Bas baat kare tu badi badi
Ghar pe na mera jee laage
Main soche jau padi padi
Kade ghumake layata na
Bas baat kare tu badi badi
Jee bhi tera laya diyunga
Tu kyate dikkat leri se
Jo jee aawe karle madam
Sari Delhi teri se
Haryane ki sair karade
Aaj naveda mane ghumade
Delhi mein danka bajwade
Aaja baith main bajwadu
Chori car mein ghumadyu
Jaguar mein ghumadyu
Aaja baith seat pe madam
Ncr mein ghumaadyu



Saiyan car me ghumade
Jaguar me ghumadyu
Ghar pe ghani main hogi bor
NCR mein ghumadyu

WRITERS

Vikrant Yadav

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other