Kamyabiiiiii kambyabj kambyabiiii aaaa
Kamyaaabi dekhe Mujhe ghoor k
Kare future Meri taraf ye ishara
Meri manzil lage ab ziada door nahi
Door dhire dhire gam hota sara
Armaano ko qatal kiya mene
Is journey me zeher bhi piya yara
Thodi bhot he khushiyo k sahare
Haste khelte waqt bhi guzara
Wo chaand ki thi roshni ankho k niche saya
Kale badal fikar k barse ban k dhara
Mujhe he pata hai aane wala kal kya la ra
Guzre hue kal ka har ek pal he Mera gana
I am smoking all them ciggerates
Left the home that was my mistake
Making six figures but it don't taste
Like the food that you used to make
Can you hold me I don't wana let, go
Go my confidence and self respect
Till the time I breath I wanna tell
All them, scary stories, that, I have
Mujhe, pata hai, fact, bas Ek
Zindagi, ye hai, single, take
Likha, hai, moksha, tu jane na
Suffering, mile, bas, jeene me
Survival hai, Aur, Kuch nahi, ye
Demons mere, bas sathi hai
Kisi, ka, bhi, hone na de
Dhadke, dil tez, blur, dikhe
Hawa me, pair, halka, lage
Saannse, nahi, ab, seene me
Chaar din ki zindagi, Kaha khada hu
Ye duniya hai nasha jisse gira hu
Yaad nahi rehta Kuch mai laaa pata hu
Kamyaaabj dekhe Mujhe ghoor k
Kare future Meri taraf ye ishara
Meri manzil lage ab ziada door nahi
Door dhire dhire gam hota sara
Armaano ko qatal kiya mene
Is journey me zeher bhi piya yara
Thodi bhot he khushiyo k sahare
Haste khelte waqt bhi guzara...
Kamyaaabj dekhe Mujhe ghoor k
Kare future Meri taraf ye ishara
Meri manzil lage ab ziada door nahi
Door dhire dhire gam hota sara...