LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mirage Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hum tumhe chahte hain ab itna meri suno toh sahi
Suno toh sahi
Hum kho chuke hain tujhme mujhko dhoondo toh sahi
Dhoondo toh sahi
Tere paas na hone ka hai ghutan mujhko
Ghutan mujhko
Koi takleef ho toh bejhijhak batao toh sahi
Batao toh sahi
Tu woh phool jo ek hi hai baagh mein
Tu woh khayal jo aata roz khwaab mein
Tujhe itna hu main chahta intezaar kar na paata
Rehna chahta hu kareeb tere kitne beshumaar se
Jab bhi dekhu nazar nahi hat ti
Chamakti tu zyada gulzaar mein
Chhod du main tujhko kaise, mujhe chahiye nahi koi doosri
Tere siwa koi is jahaan mein
Koi is jahaan mein
Koi is jahaan mein
Aao dil se kabhi mere mulaqat bhi karo
Kuch accha nahi toh kam se kam shikayat hi karo
Dil dhadakta tere liye din mein ek sau dafa
Thoda naazuk hai tum uska ab inaayt hi karo
Tere peeche paagal hai yeh deewana
Tum apne jazbaaton ko chupao na
Kabhi khul ke mere paas bhi toh aao na
Yeh ek tarfa pyaar kabhi tum bhi toh jatao na
hum tumhe Chahte hain ab itna meri suno toh sahi
Suno toh sahi
Hum kho chuke hain tujhme mujhko dhoondo toh sahi
Dhoondo toh sahi
Tere paas na hone ka hai ghutan mujhko
Ghutan mujhko
Koi takleef ho toh bejhijhak batao toh sahi
Batao toh sahi

WRITERS

slitzzah

PUBLISHERS

Lyrics © TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other