LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

SHARPSHOOTER Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Yeah yeah yeah
Sharp shooter mere haath zyada kaapte nahi
Smart work motherfucker zyada bhaagte nahi
Mehnat karte double phir bhi haafte nahi
Gyaan rakhte khud par zyada baant'te nahi
Sharp shooter mere haath zyada kaapte nahi
Smart work motherfucker zyada bhaagte nahi
Mehnat karte double phir bhi haafte nahi
Gyaan rakhte khud par zyada baant'te nahi
Vroom Vroom gaadi bhaage dhoom dhoom
Bheed se alag main bheed mein mujhe na kabhi tu toh dhoond dhoond
Katal kara beat ka faila bas hai khoon khoon
Apne haq ka haqdaar talve nahi chaate na kabhi choom choom
Chehre mein padhta dekh ke pata hai mujhe bhi kaunsa fake hai
Aur doori mein naapta pata hai mujhe bhi paas mein kaunsa snake hai
(stop stop stop)
I don't give a fuck
I don't give a fuck, I don't give a fuck)
Gaane likhne mere marz ki ye har dawa
I don't lose main toh jeet'ta hu har dafa
Shor kare bohot kutte hai har jagah
Mera beeta hua kal woh toh mar chuka...
I'm at the top jaise gaana likha waadiyon par
Maine karke bhule ehsaan bete kaafiyon par
I want the beamer tag saari meri gaadiyon par
Ek hi hai sab dhyaan nahi hai baaki naariyon par
Phate joote toh main paidal bhi chalun
Jab kara khud par rehem nahi toh kyun tujh par karun haan
(Beatswitch)
I walk like a king kapde all black all black
Drop karu single mera hota nahi hai fall back fall back
Silent pr hai phone bete karte nahi main call back
They were talking shit on my back I ignored that
(And I ignored that, and I ignored that)
Mera har kaam lagaaye chaar chaand tu bas kar baat
ParChaar kare gaane tabhi chale har baar
Sarhad paar baje gaane Dilli Bombay dhanbaad
Galat bhi bole toh sahi ho lagegi har baat
Ijaazat toh le bete phir mera naam lena
Aata main beat pe bhool jaata hu main saans lena
Khaas mere wahi jinke paas mere raaz hai na
Tere saath thodi bhi na aati mujhe vibe hai na

WRITERS

slitzzah

PUBLISHERS

Lyrics © TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other