Ash me tha mai stress me bhi tha mai
Delhi ka launda proper dress me bhi tha mai
Name me tha mai fame me tha mai
Bachpan me nanga shame shame me bhi tha mai
Daud ki baat ho din ho ya raat ho
Darne ki neend kya jab kalam apne saath ho
Haatho me haath ho maa ka aashirwad ho
Jalne walo ki zindagi barbaad haa
Gandi delhi ki hawa hone wali hai
Bekasuro ko saza hone wali hai
Hichkiya meri gawah hone wali
Zindagi bhi unki tabah hone wali hai
Life ki apni saari moh maaya chorunga
Apni kismat ke panne ek ek karke modunga
Aage bhaagna hai jitno ko bhi bhaagne do
Peeche karke ek ek ko mai sabse aage daudunga
Tootenge records meri aane wali daud me
Chootenge peeche saare jitne bhi the chaud me
Aage bhaagna hi mera bass aim hai
100 ki sprint ho ya full marathon me
Jeet meri jai vijay meri yaha
Chale meri baate sabke zehen me haha
Ash me tha mai hanji maine hi kaha
Kyuki ash se uthke mujhe daudna jahan
Ash me tha mai stress me bhi tha mai
Delhi ka launda proper dress me bhi tha mai
Name me tha mai fame me tha mai
Bachpan me nanga shame shame me bhi tha mai
Ash me tha mai stress me bhi tha mai
Delhi ka launda proper dress me bhi tha mai
Name me tha mai fame me tha mai
Bachpan me nanga shame shame