Gaano ka mere ye ant nhi par ant karne mai aagaya
Nakli tapasya jo kar rahe hai usko bhang karne mai aagaya
Rap pe mere hasne walo ko ab tang karne mai aagaya
Neeche ki chor bass uper tu dekh mai bina badalo ke chagaya
Teri vo baate kaano me goonje jo kaano ko lagti ab thik nhi
Gaane sunaye the apna samajh ke maangi thi maine koi bheek nhi
Hawa chalegi jo bolegi tumse ki smash se panga ab thik nhi
Kyuki Gardan pe tere jab shabd rakhunga niklegi muh se koi cheekh nhi
Barabari meri karne chale bada bury ko mai bhi tyaar
Akele tum aana yaa sau bhi le aana pen mera bane talwaar
Tere mere beech utna hi farak jitna english aur hindi me yaar
Tu 2024 mai 2081 ye Vikram samwat ka hai saal
Kal mera din hoga din mushkil hoga
Skill mere saath me aur sanam mere sang hoga
Gyaan mera maan anubhooti abhimaan hoga
Soch se pare mai apne gharwalo ki shaan hoga
Sochte reh dekhte reh khudko ab koste reh
Bahane banane wale dekhe maine bahotere
Bahane me dekha maine khudko bhi kabhi
Tabhi seekha maine kaise shabdo ko baha dete
Gaano ka mere ye ant nhi par ant karne mai aagaya
Nakli tapasya jo kar rahe hai usko bhang karne mai aagaya
Rap pe mere hasne walo ko ab tang karne mai aagaya
Neeche ki chor bass uper tu dekh mai bina badalo ke chagaya
Gaano ka mere ye ant nhi par ant karne mai aagaya
Nakli tapasya jo kar rahe hai usko bhang karne mai aagaya
Rap pe mere hasne walo ko ab tang karne mai aagaya
Neeche ki chor bass uper tu dekh mai bina badalo ke chagaya
Kuch log kare yaha baate jhol ki
Tol di maine unki saari halki bolti
Khol di pehle dhoti unki vo bhi jhol thi
Jinke peeche ghuma mai unhone peeche ghuma nhi
Aur jab mai aage badha to maine bhi peeche dhunda nhi
Dooriya banayi maine kisi se bhi mila nhi
Ab kaam kiya khudpe pooche bhai kahi dikha nhi
Seekha nhi maine bhi kabhi haath jodna
Mera haath tabhi jude jab saamne ho maa
Maa mujhe bole roz beta stage pe tu gaa
Tabhi dharti ki zameen ko diya stage bana