Dikhne me chota thoda mai
Mai roda unke raaston ka vo jo saare jaali hai
Maine apne khwaabo ki ek badi se naawo banali hai
Jo chalegi aur chalti jayegi mere Samandar me
Ab faltuo ki jagah nhi hai mere dil ke andar me
Ab khandar me rehna pade to phir bhi rehna chahunga
Apne rap ke dam par mai ek bada sa mahal banaunga
Tum baal khuja ke sochoge
Meri peeth ke peeche bahukoge
Tum sawaal ke mere jawaab to dena
Rap ki samajh tumse door hai utni
Jitna door hai tumse mere ghar ka raasta
Mai Halka banda nhi sunle dhang se abhi
Warning hi di hai nhi to karwa dunga naashta
Rap ki samajh tumse door hai utni
Jitna door hai tumse mere ghar ka raasta
Mai Halka banda nhi sunle dhang se abhi
Warning hi di hai nhi to karwa dunga naashta
Jazbaat me mere dam hai na
Abhi jeb me paise kam hai na
Isiliye sapne gaye tham hai na
Maa se mai duniya me aaya