Tera bhai aaya top karne baate karke number ek
Take me lekh meri batade tujhe teri state
Hate aur weight se jyada mera love rate
Tera fate bhi na hoga saath jab bolunga mai straight
Chal tu gate pe hi rehna bas ab padne wali thand
Teri gandi harkato ka beta tujhe mila dand
Teri baate bas badi badi hai baaki sabkuch chota
Tera dil bhi ekdam chota aur chota tera
Laakhon ya hazaro nhi bas dil hai mera laksh
Jinke liye karna hai maa baap hai vo shaksh
Alag alag chizo me chupado apni jaan tum
Harry potter mai dhund lunga hurcrux
Dekho baat saari itni hai ki baitha mai tyaar
Ab bulalo tum gauri ko mai ghode pe sawaar
Talwaar ya kalam dono mere liye ek
Isi ke bal boote pe khareedna bazaaaaaarrrrr
Tumko laga Smash gayab ho gaya
Mai abhi bhi iss game me hu
Mujhko halke me lena hi nhi
Tumko laga Smash gayab ho gaya
Mai abhi bhi iss game me hu
Mujhko halke me lena hi nhi
Tumko laga Smash gayab ho gaya