LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

TALK THE TALK

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aaj baat ki baat hogi baat me vo baat mere
Teri baate karu kyuki tu hi hai saath mere
Jyada baate karne wale halki baate kare
Lekin kam baate karne wale khudse hi baat kare
Baato me vajan tabhi chaar baat karu
Lekin chaar baate aisi jaise aar paar karu
Bete baar baar nhi bass ek baar karu
Jo tune kiya miss to phir mai vaar karu
Baate bak bak bachche behisaab kare
Bande beimaan bante bekadri ke chalte
Bass bond breakdown blunt bola nhi jaata
Cause bravery ka bojh hamesha rehta apne sar pe mai
Talk the talk karu walk the walk karu
Jo bhi baate likhi use haatho se mai lock karu
Maathe pe mai knock karu likhke doc karu
Tere saare fears baithe baithe unlock karu
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri dumb
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri numb
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri scum
Mera kehne ka mann nhi bass jaake tu sunn
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri dumb
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri numb
Yaaaaa
Baate tujhe lage meri scum
Mera kehne ka mann nhi bass jaake tu sunn

WRITERS

PIYUSH KAUSHAL

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other