LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shaam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Iss Jag mein hain
Ek hi naam
Wo hain mera Shaam

Magan Rahe baas
Prem ke naam
Wo hain mera shaam

Tujhse Naata mera kya hain
Mein najanu tujhmein kya hain
Baansuri ke dhun mein Khoyi
Lamha Lamha tujhme Koi

Tumhiho to merehi Praan

Iss Jag Mein hain ek hi naam
Wo hain mera Shaam


Koi na puche kyese ho kanha
Meine tumko Jag hain mana
Tumne sabko preet sikhaya
Meine tumpe prem ko paya

Apne Ruthe to rulaye
Ek tuhi mujhko bhaye
Dukh sukh mein kanha teri
Dekhun bansuri ki rahe

Tumhi gyaan
Tumhi dhyaan
Tum hi Shaam

Iss Jag mein hain ek hi naam
Wo hain mera Shaam"

WRITERS

Amol Raizada, Nilesh Bhattacharya

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other