LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Naqaab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aahista tum
Mere dil mein kab utar aaye
Mujhe pata bhi na chala
Haath mera tumne
Thaama tha jab wo lamha
Lamha theher sa gaya
Naqaab pehene the jo
Duniya ki khatir
Utar gaye
Tarqeebein apnayi thi jo
Khud se bachne ki
Nakaam rahi
Afsano se...
Ho jati hai dillagi
Khushi... sambhalti nahi
Arzoo bhi chup
Aadat bani nahi kabhi
Kabhi inhe apnane ki...
Naqaab pehene the jo
Duniya ki khatir
Utar gaye
Tarqeebein apnayi thi jo
Khud se bachne ki
Nakaam rahi

WRITERS

Soham Mallick

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other