Teri yado ne rulaya mujhe
Tune phir se kyu bulaya mujhe
Takiyon tale rulaya mujhe
Ab phir se kyu bulaya mujhe
Kaise bhulau main teri nadaniyan
Lab muskaye yaad karke teri shaitaniyan
O bairiya o piya mera hal tune kya kiya tu lout aa yun na sata o bairiya

Ye kahani ka anjaam ho gaya tera naam liye phirta main raha badnaam ho gaya

Teri yado main khud ko paun