Aa teri gardan chimte pakadke tujhe parde se
Shauhar ki tere tujhe hai bilkul na parwah toh
Aashiq ki chinta na kar tu
Kardena na mera gaaliyon mai shumaar waadon se agar mukhar jaaun joh mai
Dil uchal jaayega seene se joh ho deedar
Meri jaan BeParda hone ko hai
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera tujhko dhund raha
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera romeo hai yaha
Priyatama teri chaalon se waakif hu main
Raaton ko tu chupke se kisse baat karti hai
Priyatama teri chaalon se waakif hu main
Raaton ko tu chupke se kisse baat karti hai
Kardena mera gaaliyon mai shumaar
Niyat se bharose ke mai hoon layak nahi
Rakha karta tha mai meri chahat pe gumaan
Beparda woh ruswah hone ko hai
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera tujhko dhund raha
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera romeo hai yaha
Parda usne tha odh rakhaaa
Usko hai lagta bulawa hai aaya aashiq se
Abb woh beparwah phasjaayegi jab khud Saazish main
Kardena na mera akhbaaron main ishtihaar
Tere Aashiq ka kaatil hu main
Chauk utha pura gaaon jab aashiq hua Benaqaab
Marchuka wahi aashiq hu main
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera tujhko dhund raha
Priyatama ghum hai kaha aashiq tera romeo hai yaha