LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

PAAS

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe maaf karde tu
Zakhmon ki galti hai
Tere paas aane se
Meri fatt ti hai
Jo bhi thaam le mujhe
Mai darr sa jaata hoon
Tere pehle jo aaye
Woh gaye kyun?
Tere pehle jo aaye
Tere baad jo bhi hai
Sab mein hi tu dikhe
Par kyun tu
Nahi yahaan?
Mujhe paas aane de
Mere aansoon aane de
Aankhon mein abhi bhi
Tera dhuaan
Har raaste par mujhe
Aur raaste mile
Inn aansuon se hi
Bass tera hua
Teri haddon se bass bani
Meri daastaan
Baadalon mein jab dikha mujhe
Aasmaan

WRITERS

Sommaiya Angrish

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other