You were smart enough to know what you were doing
You made a fool out of yourself
Everyone is living their own story
They see their stories walking
Raat mein aakhri baar maine ek saans bhari
Aakhri baar diwaaro se zaroori baat kari
Likhe khat ek baar aur, jaise hi shaam dhali
Karna hoga kuch alag naam tabhi
Dikhne mein hai mere jaisa
Ki 'tanha main bhi hun baitha'
Yeh lamha paas aakar bhi door hi
Aaine mein khush rahun mai
Neend mein kuch kahun main
Umr bhar ka sach chupaakar
Gum ko khushi kehdoon mai
Rehne do mujhe khud ke saath
Rehne do mujhe khud ke saath
What if you saw the most honest mirror?
Would you see inside yourself?
Would you see all the times you let her down?
Would you see yourself crying on the toilet seat with grey hair?
You would see yourself in third person I believe
Dikhne mein hai mere jaisa
Dikhne mein hai mere jaisa