Kya mai apne vichaar hoon ya apne karm?
Kya main apni nazar hoon ya apne vichaar?
Kya main apna kal hoon ya apne khwaab?
Yeh sawaal mujhe sirf de thakaan
Kahaaniyaan adhoori waapis aaye
Jo khud mein dhoondhe paheli ke tukde
Kahaaniyaan adhoori waapis aaye
Jo khud mein dhoondhe paheli ke tukde
Kal tak jo dhoondhte rahe
Hum bhoolte rahe awaaz woh ghar par
Iss pal jiss mod pe khade
Mujhe bina kahe samajh le