LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gumsum

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Yun ghumsum rahun main
Yun ghumsum rahe tu
Jo kehna main chahun
Woh na sun sake tu

Yun ghumsum rahun main
Yun ghumsum rahe tu
Jo kehna main chahun
Woh na sun sake tu

Kyun dil yeh mera aise tadpe
Kyun dil yeh mera aise tarse

Zindagi kyun mujhse naraaz hai tu
Tujhe chhoona main chahun
Gum ho rahi kyun tu

Kyun dil yeh mera aise tadpe
Kyun dil yeh tera aise tarse

Ooooo
Ooooo

Woh bachpan ke lamhe
Hasa ke rulaayein
Woh yaadein purani
Simat-ti si jaayein
Mere haathon se yeh phisalti kyun jaayein

Lo chhoota yeh bachpan
Badhe ho gaye hum
Riwaazon ke neeche
Yun dabte chale hum

Kyun dil yeh mera aise tadpe
Kyun dil yeh mera aise tarse

Haan
Haan
Haan
Aaaaaaa

Derenaaa
Derederedere naaa aaaaa

Zindagi tu laa de
Bholi si yaadein
Sifar se shuru ho
Hamaari yeh raahein
Teri ungli ko thaame chalun main
Mujhe phir se tu jeena sikha de

Ooooo
Ooooo

Zindagi tu laa de
Bholi si yaadein
Mujhe jeena sikha de.

WRITERS

Sonal Mangret

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other