Tere daras ko aise tarsun
Aaj laga ke maati teri mati
Tune na bulaya par main teri gali aaya
Le le saare badle jo maine tohe sataya.ho.
Tune na bulaya par main teri gali aaya
Le le saare badle jo maine tohe sataya.
Gori chhod na piya ko tu aaj.
Haan.meri gori chunariya jo tujh tak pahunchi
Tune rang daari.re tune rang daari.
Meri sohni ankhiyan jo tujh tak pahunchi
Hui kajraari.re hui kajraari
Meri bheegi nazariya jo rain bhar jaagi
Tere sang laagi re,tere sang laagi
Teri meethi si battiyan jo maine suni
Mere mann laagi re,mere mann laagi
Chhod ke yeh sansaar main toh aaya tere dwaare
Joda tujhse naata maine tod ke bandhan saare
Tujhe par sab kuch haar diya hai
Tu mujhse main tujhse door
Apne Kaanha se meri arzi laga de.
Gori chhod di li maine yeh dhaal