Udane ko bechain panchi thoda sa ruk ja re…
Taaron ko chhune se pahale
Tab tab jagata tere bitar soya
Sun sun sun tu thaka nahin
Mat kha Mat kha man se koi dhokha
Sun aaj bulata hai tujhko
Pauchh andhera uga sabera
Pauchh andhera uga sabera
Jagmag jagmag kar de sab kuchh
Lav se haathon me utha shattal
Sah le ban kar deevar atal
Dhyan sadha le lagan lagaa le
Dhyan sadha le lagan lagaa le
Panchi ban ab ud le sach much
Kal jo tha tu vo aaj nahin
Tujh men bhi aayi jaag nahin
Raakh hata de- chamak utha de
Raakh hata de- chamak utha de
Alakh jala chal deep jala chal
Roushan roushan kar de sab kuch