Khud le chale ek dwand hai
Dar khidkiya sab band hai
Syaha rato mein mera Jahan
Sa ni re ni dha pa pa dha pa ma ga
Sa ni re ni dha pa pa dha pa
Hai kar diya neelam re sapno ne meri zindagi
Hai kar diya Neelam re sapno ne meri zindagi
Unchi laga ke boliya dardo ne hai khareed li
Ambar ko chhune the chale
Na nabh mila na mili dhara