Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Na Jaane Kyon Hota Hai Yunh
Dil Mein Hai Jo Keh Na Sakon
Main Har Ghadi Socha Karon
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Oh Aaye Hai Yeh Pal Kya Suhane
Aao Chedein Hum Kuch Tarane
Dil Mein Lage Hai Ab Samane Sapney
Pal Khushi Ke Hai Yeh Nashile
Mann Mein Saja Tu Ab Rangeele Sapney
Sapney Kabhi Dil Tod Te Hai
Sapney Kabhi Dil Jod Te Hai
Kab Yeh Daman Chodh Te Hai Sapney
Pyaar Ke Nagmein Hum Na Gaate
Chain Se Phir Na Hum Jee Pate
Rooz Agar Na Hum Ko Aate Sapney
Jo Baat Hai Dil Mein Dabi
Aye Yaar Tu Koshish To Kar
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Hum Chahte Hai Bhool Jaye
Phir Bhi Who Hum Ko Yaad Aaye Sapney
Manzil Hai To Hongi Rahein
Tham Lenge Teri Bahein Sapney
Behkhudi Mein Hum Jhoom Te Hai
Jhoom Jhoom Kar Ghoom Te Hai
Bar Bar Jab Chumte Hai Sapney
Yeh Kabhi Kabhi Toot Te Hai
Yeh Kabhi Kabhi Loot Te Hai
Phir Bhi Na Humse Choote Hai Hai Sapney
Kam Kaise Ho Phir Dooriyan
Dil Ki Agar Dil Mein Rahi
Poore Na Phir Honge Kabhi
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai
Sabhi Andaazein Husn Pyaarein Hai
Hum Magar Saadgi Ke Mare Hai