Don't Wanna Let It Go Yeh Lamhe Loot Lene De
Bekaabu Hain, Sirfiri Hain, Sansein Beheki Hui
You Be My Valentine My Valentine
Na Faasle Ab Hon Dono Ke Saanson Mein
Mein Tujh Mein, Tu Mujh Mein
Do Jism Hon Par Ho Ek Taal Kadmon Mein
Saare Kayadon Se Ab Aage Badh Jane De
Gori Gori Bahomein Yeh Pal Kat Jaane Do
Wanna Dance More And More
Deewana Ho Josh Deewangi Kadmon Mein
Jo Aa Bhi Jaaye Ab Duniya Ki Nazron Mein
Dilon Ko Bahaane Se Tum Teerath Jaane De
Bekaabu Hain, Sirfiri Hain
You Be My Valentine (My Valentine)