Dil chahe tera pyar, mere yaar, aur ek baar
Mere mann ki hai yeh baat
Dil phir bhi chahe, chahe tera pyaar, Aur ek baar
Tere pyaar ka jaadu hai aisa chhaya
Har raat ko sapna ban tu aaya
Har pal mein tu hi, yaad aaya
Kaash tujhe main yeh samjha paata
Is pyar ka khel main haara, main haara