And I don't understand how can you do this?
I don't know, I'm just confused between you and him
Okay, don't be, just go with that guy
I never wanted to end up being an option
Yaado ki chadar me khoya sa rhta ye jaan k bhi
Ki baaho me rhti tu or kisi ki aankho me nami
Nigaho me meri tum gir chuki ho na aana kabhi
Wapas tum tham jaana vahi pe jha pe ab hu m nhi
Yaado ki chadar me khoya sa rhta ye jaan k bhi
Ki baaho me rhti tu or kisi ki aankho me nami
Nigaho me meri tum gir chuki ho na aana kabhi
Wapas tum tham jaana vahi pe jha pe ab hu m nhi
Bahut hua gam maine jhele kai bot
Tere chakkar me jo lge mere L kai roz
Har roz tere naam tha jabaaan pe ye jaan le
Ya jaan de maine toh kayi subh badli shaam me
Tujhse seekha m toh mil k
Humne bhi kaati voh raate
Ha baitha m toh jhil k raato me, yaado me
Teri meri baato me kisse the jo un sabhi mulakato ke
Yaad aaye din hr baar lge badlu m thoda sa or
Ya toh waqt ko ya tujh kambhakt ko
Jo chain mile mujhe thoda band hoye ra*di rona
Baate saari krke ab chodi maine
Yaado ki chadar me khoya sa rhta ye jaan k bhi
Ki baaho me rhti tu or kisi ki aankho me nami
Nigaho me meri tum gir chuki ho na aana kabhi
Wapas tum tham jaana vahi pe jha pe ab hu m nhi
Shehro ki galiyo me gaadi bhgaate the
7UP, Pizza bhi sharing me khaate the
Dekho toh kaise ab waqt hi badal gya
Saanse cheeni jisse saanse milaate the
Maana galitya maine bhi ki thi
Jo baate sb muh pe kahi thi
Tune jabaan se sb jhoothi vahi thi
Rende rende baate tu ch*dti bahut hai
Kehnede kehnede toota hu judna bahut hai
Pehnle pehnle muh ke mukhote bhi bahut hai
Time de time de krna mujhe bhi bahut hai
Bola tha na tujhe rehta insequre aaj kal
Darta tha kho hi dunga tujhe m toh khaaskar
Yaad nhi na? kyuki shayd voh waqt hi
Jab bola tune voh toh sirf ek dost tha
Maine maani teri baat mera vahi dosh tha
Meri aankhe kre baat jaise m hu fookta
Phle bhi aisa tha abhi bhi aisa hu
Kala hi peeta hu kala hi fookta
Dhundha tha khushi ko tujhme mujhme
Bola h khudko daalunga khudko
Jo hua so hua ab sb chodd do
Agar saanse rokni ho toh soch k dekh liyo
Tera pyaar tere saath pr voh soche kisi or ko
Chodo ab ye gaatha m na piche mud k jaata
Bas gaane likhta jaata jo bhi sar me mere aata
Mai toh gam me bhi muskata jaise bheegu bina chaata
Wapas ghum k mt aana bs tu khush rhe ye chahta
Yaado ki chadar me khoya sa rhta ye jaan k bhi
Ki baaho me rhti tu or kisi ki aankho me nami
Nigaho me meri tum gir chuki ho na aana kabhi
Wapas tum tham jaana vahi pe jha pe ab hu m nhi