LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khalis

+1 Others

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khushiyon ka mara
Insan humara
crse se sota gaya
Hain rah mein wo
Jo chahiye so
Khud-hi-khud mein khota gaya

Jo jaga so bhaga
Man ki kashish mein fira tha rama
Gham hona ya rona
Maano tha isse ye lapata

Rangeen samah ranj-o-shama
Mushkil ka tha na toh naam-o-nishan
Har shab subah hasta raha
Waqif na tha khud ka asmaan

Khushiyon ka mara
Insan humara
crse se sota gaya
Hain rah mein wo
Jo chahiye so
Khud-hi-khud mein khota gaya

Dekha jo na andheka
Dena tha par sab leta
Khalis kahan majara
Kahaan sadka kiya

cakhir ek din jhatke se
Sehme hue atke se
Wo sab keh chala
clvida jahan marghat bana


Jo sapna aise toota
Sab apna jaise choota
Gumshuda sa ho gaya
Dard-e-dil itna tha
Tu khud ka kitna tha
Is guftgu mein yu kho gaya

Man ke sannate mein
Dil ke chaurahe
Tamanna ki tasiron ke
Pare sufi kiya
Rūh ne

WRITERS

ATUL ARORA, SAATTWIK DIKSHIT, SHRAVAN SAJJAN MG

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other