Tod apni neend there's a chase to begin now
Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen
Mod aasteen aur karle yakeen now
Asmaan ko kheech ke banana zameen
Mann mein sandeh sankoch ke vichaar
Tann tapta raha junooni khoon mein ubaal
Bemisaal nayaab mashoor teri dastaan
Hogi puri teri harr ek manokaamna
Jo sapno ko khud se jo agay rakhde
Fake shubh chintak ka kya akay bakde
Saale dingay maray lakho ki
Baatein bant-ti mufat dhool hoti hathon ki
Jo kabil kamyaabi vahi chakhlein
Parajit hotay huye bhi tu shram karlein
Tujey lakshay mile tu chal khud ke mutaabik
Na janay de samay nischit nirnay
Chintit hokay chinta mai tu chit hoga!
Likhit naseeb tere hathon se rachit hoga
Aaj ki museebatein bhi kal ka ateet hoga
Uth bande uth mooh zabani yeh ghatit hoga
Kandhay jukte magar sarr jhuktein nahi
Honslein jo toot jaye bande rukte nahi
Chand lafz kagzo pe tu bikher tou sahi
Kismat maaray mukke vo bikharte nahi
Ghut ke kyun jeena? Ghutna tikaana nahi
Jin rishton mai ho sharat vo nibhana nahi
Ye jo zulmi zamana jo dakhal de abhi
Saalo kaamyabi milne pe mooh dikhna nahi
Tod Apni neend there's a chase to begin now
Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen
Mod aasteen aur karle yakeen now
Asmaan ko kheech ke banana zameen
Tod Apni neend there's a chase to begin now
Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen
Mod aasteen aur karle yakeen now
Asmaan ko kheech ke banana zameen
Woh kartein hain hisaab khushiyon
Kuwwat naa meri dum todeein!
Tu bhookh se bhi ladta ja
Sailaab bann aur badhta ja
Kisi ungli ke ishare chal du
Vo likhhte jayein mushkil
Rakh ka phoenix mere parr
Tod Apni neend there's a chase to begin now
Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen
Mod aasteen aur yakeen now
Asmaan ko kheech ke banana zameen
Tod Apni neend there's a chase to begin now
Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen
Mod aasteen aur yakeen now
Asmaan ko kheech ke banana zameen