Sbki saansein li mene cheen
Ha dekho udd gyi sbki neend
Inke chakke na chuda du kahin
Krne lge hain yeh prarthna
Kahin trigger na ho jau aa-jeevan
Tongue bni dekho meri machine gun
Karke yeh bhaagein dekho temple run
Kru mai hisaaab saare paap inke
Bars kru drop jb drop kru scar
Choddh du beat pe cop inpe
Hu in chapter jaise x-factor
Killshot du with mai vector
Inject kru flow bann injector
On spot kill chodhu mai toh kl pe baat ni
Ab kl ki hongi yeh taaza khabrein
Flow dev ne khod daali kabrein
Jo bne firtey thay jaali kabse
Firenge sadkon pe khaali abse
Khaali yeh baaton ka khokhle saanpon ka
Jhaat na hota mujhpe asar
Par khaali peeli koi krta ungli
Toh 2 gazz andar mai khodu kabar
Sbki saansein li mene cheen
Ha dekho udd gyi sbki neend
Atke fatke jhatke latke yeh toh
Ulte sar pe mere flow ko sunke
Gola barood hai taiyaar sab
Ab honge katal prbjxt ki dhun pe
Bbki saansein li mene cheen
Ha dekho udd gyi sbki neend