Banke badal main Udti hun
Main to apni hi Saheli hun
Likha hai maine cpna Naseeb
Khud pe hai mujhe poora yakeen
cankho mein base hain jo sapne
Unhe sach karne main nikli hun
Baanke badal main Udti hun
Thodi jiddi, thodi hun diwani
Mushkilo se kabhi na haari
Bhare hain apne Jeevan mein
Manmauji hun mast hawa-si
Banke Badal main Udti hun
Banke badal main Udti hun