LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

MAZE

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jab dhalti h shaam
Sitaron ke naam
Turn over there
Turn over there
Le chalo mujhe
Jahan mujh jese log
Padey magan
Doobe huye
In some melody
In some kind of shit
Kaisa farebi
Jeevan jalebi
Chaashni mein bheega hua
Par thoda ghooma sa Ghooma sa ghooma sa
Asaan bhi hain
Par mushkil bhi hai
Sober sa game, get out of Maze
Get out of- get out of- get Out of maze, hey!
Hatho me
Padi jo hatkadi
Vo khol kar
Khule nahi
To todhkar
Patak ke pair
Mangna jo zid hai
Aayina
Main du?
Kya tujhko ab?
Ki dekhle
Ye tu hi ab
Tera jo tere
Sath hai
Bhale hi dikhte sab hai
Mujhe khud ki talasho ne
Kardiya itna hi crazy
Ki ab in raahon mein
Bhatakne me jo hai maza
Mujhe khud ki talasho ne
Kardiya itna farebi
Ki ab in raahon mein
Bhatakta hi mai jaa raha
Ki chal ab kahin (chal ab kahin)
Jaha uchi ho neechi ho
Thodi zameen
Ke chal ab vahin (chal ab vahin)
Dikhta jaha se jahann
Ki chal ab kahin (chal ab kahin)
Jaha uchi ho neechi ho
Thodi zameen
Ke chal ab vahin (chal ab vahin)
Dikhta jahaan asmaan
Jab dhalti h shaam
Sitaaro ke naam
Turn over there
Time over there
Le chalo mujhe
Jaha mujh jese log
Pade magan
Doobe huye
In some melody
In some kind of shit, hey
Chal ab kahin
Chal ab wahin
Chal ab kahin
Chal ab wahin

WRITERS

Srizztie Srizztie

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other