Kisi ne pure kapde ni pehne the
Kya daru kya mutton ki seekhein
Party karne se koi roke tho
Na khata rajnigandha tulsi na koi supari
Bda lelia ghar lambi wali leli gadi
2 jodo mein ladki lejau agar lagi pyari
Gand machega aj rat yaar puri h tyari
Bheed lagi h table pe koi fuddu hi hmse ladega
Line lgado shampine bhai tera bill bharega
Jo adega wo darega mere age kya karega
Bndi uski hogi table pe mere hogi aur wo sadega
Kha jaunga kacha mein nature se hi rancho
Na chedo mujko tumko bol ra hu rendo
Ab apni kya tareef karu google pe jake search karo
Duniya bhar mein faila dia k dilli se hu