Manzilein Kyon Mujhse Khaffa Hai
Mere Khawaab Kyon Mujhse Judda Hai
Na Khushi Na Toh Dard Jiyega
Kaun Lakeeron Ki Raah Seeyega
Ab Tu Kyun Khamosh Huaa Hai
Saya Mera Kuch Mujhse Khaffa Hai
Khaali Hath Kyon Lauti Meri Duaa
Kismat Kyon Aisa Karti Hai
Pathhar Ka Dil Kyon Rakhti Hai
Aaj Kahunga Main Chup Na Rahunga
Jitni Sazaa De Utni Sahunga
Tere Siya Har Zakhm Ab Mere