Nigaahe tehri hai, betaab hai rasteein
Mehngi duniya mein, Khwab saste
Dil Yeh Khali hai, par ghar sabke bhare
Mein Toh Cage mein hu, aur tum ho khule
Raat Mein Sapne Oodhe Khade
Hawa mein doobe hum toh jag gaiye
Bikhre aasmaan mein ja ghule...
Ab toh chal pade hum khojne
Ab toh chal diye hai dekhne
Ab toh pairo ke tale hai basuri si
Bol Bhari hai, Kalam halke
Mashale Thak Gaiye hai, rasta tak ke
Dil Ulphato mein hai, par uppar se hase
Mein toh cage mein hu, aur tum ho khule
Par paas aane pe badhte fasle
Bhardi chabi na thake na ruke
Ab toh chal pade hum khojne
Ab toh chal diye hai dekhne
Ab toh pairo ke tale hai basuri si