LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Naqaab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Katra Katra ke gir gaye
aaine ke sab tukde
hum toh sacchhe sabak liye
chal diye….

Kash-m-kash, kya fizool the?
woh lamhe uff kisse
baatein ghol ke mitte mein
nigal liye

Phir bhi dil yeh kyu kabhi
khulta hi nahi
ghoomta bekaar yeh, laapata

adh-kahi hai chaahte
adh-kahi khwahishey
isse kya khabar, yeh toh hai ghumshuda

Naqaab mein reh gaye
Naqaab mein reh gaye
Naqaab mein reh gye
hum

Aag aag mein, jhatak diye
jo ubhre kuch sapne the
dhooien dhooien mein
raakh raakh, kar diye

Tam tama ke jo gir gaye
un chaahto ko roke
humne upne dil ke, nakshe
badal diye

Phir bhi dil yeh kyu kabhi
khulta he nahi
ghoomta bekaar yeh, laapata

ad-kahi hai chaahte
ad-kahi khwahishey
isse kya khabar, yeh toh hai ghumshuda

Nakaab mein reh gaiye
Nakaab mein reh gaiye
Nakaab mein reh gaiye
hum

Aur tum.

WRITERS

Subhi Khanna

PUBLISHERS

Lyrics © Anara Publishing Limited

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other