LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Haqdar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kyu ajeeb sa mere dil se rishta tune jod liya kyu jod liya
Kyu sawalo bin tujhe mujhpe bharosa yu rakh liya kyu rakh liya

kehta raha un raton me
woh rimzim si barsaton me
tu maan bhi le ek baat meri
haqdar nahi tere pyar ka mein .. 2

Janiye dil janiye
dil mera tut gaya hai
tere bin zindagi
ab lagti ek saza hai .. 2

kehta raha un raton me
woh rimzim si barsaton me
tu maan bhi le ek baat meri
haqdar nahi tere pyar ka mein

Sun le oh soni mahiya
tujhme hi basi hai zindagi .. 2

Janiye dil janiye
dil mera tut gaya hai
tere bin zindagi
ab lagti ek saza hai .. 2

aaja ve mahi
taq diya mein rasda..

kehta raha un raton me
woh rimzim si barsaton me
tu maan bhi le ek baat meri
haqdar nahi tere pyar ka mein .. 2

WRITERS

Sugat Dhanvijay

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other