Tu itna chappar chappar karti hai
Cheesy se shaeron pe marti hai
Kuch bhi bolti kuch bhi karti hai
Ye akkad laati hai kahan se
Chuhi si hai sher jaisa ladti hai
Kisi ke baap se nahi darti hai
Toh hum kaun hain bolne wale
Hogayi khatam tumhari batiya
Hum behte behte beh jaayenge
If you talk I might fall in love
bas karna warna hum behte behte
Din raat teri kahani chalti hai
Idhar shuru udhar khatam karti hai
Pocket mein hit-list lekar chalti hai
Kuch na bolen toh hi bhalai
Over confidence se chalti hai
Fir apne hi paeron mein ulajhti hai
Baapre girte-girte bhi hasti hai
Tu paida hui hai kya khaake
Hogayi khatam tumhari batiya
Hum behte behte beh jaayenge
If you talk I might fall in love
Bas karna warna hum behte behte
Hum behte behte behte behte