LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bezubaan Pyaar (Raw Acoustic Version)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tum bhi na jano
Hum bhi na janey

Yeh kya ho raha hai
Hum dono ke dil mein

Najarey milti hai
Par baatein gum hai

Yeh pyaar hai ya koi
Sajhaa samajh na paaye

Tum paas ho
Toh kya hai fikar

Mehsoos nahi humey yeh magar

Jab tum saath ho
Yeh keh na sake

Agar na ho tum
To reh na sakey

Tu band lifafa
Mein khat adhoora

Tu barsaat ki woh pehli boond hain
Mein mitti ki khoosbu sa khota gaya

Bahaana dhoondoon mein tumse milne ka
Intezaar ho tumhare aane ka

Dil ki galliyon mein teri hi baatein hain
Tere pyaar mein hi toh meri kismat haid

Tum bhi kya ho?
Hum bhi kya hai?

Yeh uljhan si dil mein
Jo sadaa reh jaaye

Tum paas ho
Toh kya hai fikar

Mehsoos nahi humey yeh magar

Jab tum saath ho
Yeh keh na sake

Agar na ho tum
To reh na sakey

WRITERS

Sujal Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other