LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khabardar (Maut Ka Zayeka)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Maut Maut Maut
Khabardaar
Maut Ka Zayeka...
Hota Hain Mazedaar
Maut Ka Zayeka
Hota Hain Mazedaar
Maut Bhi Sabko Yahan Milti Hai Ek Baar
Tu Jee Ke Dikha De Ya Marr Ke Dikha De
Karna Hain Jo Tujhko Woh Karke Dikha De
Jeena Yahan Sau Baar Marna Ek Baar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Teri Adaa Duniya Se Judaa
Jitni Bhi Chahe Masti Luta
Teri Adaa Duniya Se Judaa
Jitni Bhi Chahe Masti Luta
Jaan Hatheli Pe Rakh De
Teri Jawaani Hain Ek Mazaa
Tu Kya Hain Yeh Bata Duniya Ko Yeh Dikha
Tere Jaisa Na Yahan Hain Koi Dusra
Dam Nikal Jaayega Sabka Tu Hain Jaandaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Ik Raat Ka Hain Yeh Jalwa
Kya Hain Bharosa Kal Ka
Ik Raat Ka Hain Yeh Jalwa
Kya Hain Bharosa Kal Ka
Yeh Zindagi Hai Ik Dilruba
Yeh Zindagi Hai Ik Bewafa
Nazron Ke Teer Se Tu Bach Na Paayega
Aayega Jaal Mein Toh Fasta Jaayega
Teri Himmat Ke Iraade Sab Hain Shaandaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

Maut Ka Zayeka
Hota Hain Mazedaar
Maut Bhi Sabko Yahan Milti Hai Ek Baar
Tu Jee Ke Dikha De Ya Marr Ke Dikha De
Karna Hain Jo Tujhko Woh Karke Dikha De
Jeena Yahan Sau Baar Marna Ek Baar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar
Khabardaar

WRITERS

Taabish Romani

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist