Tujh bin sooni hai zindagaani
Tujh bin sooni hai zindagaani
Tujh bin sooni hai zindagaani
Tujh bin sooni hai zindagaani
Dil mein basa hai bas naam tera
Tere sivaa koi aur na mera
Dil mein basaa hai bas naam tera
Tere sivaa koi aur na mera
Jaise machhli hai bin paani
Jaise machhli hai bin paani
Har zarre mein tujhko paaya
Tere sivaa koi aur na bhaaya
Har zarre mein tujhko paaya
Tere sivaa koi aur na bhaaya
Duniya bhi mujhko lagti begaani
Duniya bhi mujhko lagti begaani
Chhoote kabhi na daaman tumhara
Janam janam ka naata hamaara
Chhoote kabhi na daaman tumhara
Janam janam ka naata hamaara
Tujhse judi meri preet puraani
Tujhse judi meri preet puraani