Jalne Laga Hai, Mera Tan Badan
Bas Mein Nahi, Man Ki Agan
Jalne Laga Hai, Mera Tan Badan
Bas Mein Nahi, Man Ki Agan
Behki Hawaye Hai, Behki Fizaye Hai
Hone Lagi Hai Meethi Chubhan
Hone Lagi Hai Meethi Chubhan
Seene Se Aanchal, Sarakne Laga Hai
Chaahat Mein Ye Dil, Dhadkane Laga Hai
Mehki Hawaye Hai, Bahki Fizaye Hai
Ha Deewanapan Ye Deewangi
Rutt Ye Suhani Hai Mere Saathiya
Jalne Laga Hai, Mera Tan Badan
Bas Mein Nahi Man Ki Agan
Jalne Laga Hai, Mera Tan Badan
Bas Mein Nahi Man Ki Agan