Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Yeh December Ka Sard Paani Hai
Tez Dhadkan Hai Garm Saansein Hai
Bheegi Bheegi Si Ik Kahani Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Yeh December Ka Sard Paani Hai
Tez Dhadkan Hai Garm Saansein Hai
Bheegi Bheegi Si Ik Kahani Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Aag Hai Yeh Badan Jal Ke Tu Dekh Le
Pyar Ki Leharon Pe Chalke Tu Dekh Le
Ek Sheesha Hoon Main Aa Mujhe Todd De
Berukhi Yun Na Kar Yeh Sitam Chhod De
Lamhe Yeh Jo Haseen Hai Ye Phir Bhi Lekin Khabar Kuchh Nahi
Kahi Yeh Na Ho Raat Dhal Jaaye
Baaton Baaton Mein Baat Tal Jaaye
Gungunati Si Muskurati Si Chaandani Ko Bhi Subaha Ka Darr Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Raat Hai Chaandani Main Tere Paas Hoon
Chhu Le Aaja Mujhe Der Ab Tu Na Kar
Chhin Le Tu Mujhe Tujhmein Dam Hai Agar
Behka Behka Sama Hai Khoya Kahan Hai Arey Bekhabar
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Yeh December Ka Sard Paani Hai
Tez Dhadkan Hai Garm Saansein Hai
Bheegi Bheegi Si Ik Kahani Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Na Na Na Na Na Sard Paani Hai
Na Na Na .. Bheegi Bheegi Si..