LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Desh Hamara

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Desh Hamara Ankhon Ka Tara
Desh Hamara Praanon Se Pyara

Music

Desh Hamara Ankhon Ka Tara
Desh Hamara Praanon Se Pyara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Desh Hamara Ankhon Ka Tara

Music

Mere Desh Ki Pavan Dharti
Pehchaan Hai Hamari
Mere Desh Ki Pavan Dharti
Pehchaan Hai Hamari

Mitti Ki Khushboo Mein
Mitti Ki Khushboo Mein
Basti Jaan Hai Hamari
Loktantr Mein Aastha
Vishvaas Hai Hamara

Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Desh Hamara Praanon Se Pyara

Music

Kattarta Ki Soch Ne Unmaad Phir Badhaya Hai
Kattarta Ki Soch Ne Unmaad Phir Badhaya Hai
Zehrile Vicharon Ne
Zehrile Vicharon Ne
Maanav Ko Sataya Hai

Zulm Ke Thekedaron Se
Ab Karna Hai Kinara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Desh Hamara Ankhon Ka Tara

Music

Veeron Ke Balidaanon Ka
Samman Humko Karna Hai
Veeron Ke Balidaanon Ka
Samman Humko Karna Hai
Kisano Ki Mehnat Ka
Kisano Ki Mehnat Ka
Maan Sabko Karna Hai

Rashtr Ki Seva Hi Lakshya Ho Hamara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Maa Bharti Ka Gaurav Sankalp Hai Hamara
Desh Hamara Ankhon Ka Tara
Desh Hamara Praanon Se Pyara
Ankhon Ka Tara
Praanon Se Pyara
Praanon Se Pyara

Music

WRITERS

Rajesh Thakur

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network, Tunetradr Records

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other