Tu pyaari ya khayaal he mera
Mai jaadu karu qalam ke saath
Ab mujhe teri yaad aaye bohot
Mai karu tujhe ek text aur
But you don't give a fuck about me
Bata de jana ghar kab aayegi
Bhaag jayenge pehgam ki tarah
Dhal jaaye kisi shaam ki tarah
Tu dhundhti phire hume shehar bhar me
Apne keemati samaan ki tarah
Hum tere mezbaan naa sahi
Shabe gum koi ehsaan naa rahi
Mai seekh ke baitha hu dil behlane ka hunar
Tere aane ke aasar na kahi
Mere har jakham ko marham dasihab ho
Koyalo ke dhunsa lage izhaar ho
Jese har gali ki mehek bekaar ho
Tum kya ho tum khud nahi janati
Yeh sab mere saath har baar ho
Tum se mile to thik na mile
To dil ye khanjaro se chak ho gaya
Aur sar pe boj pareshaaniyo ka
Studio me laga rehta ladka raat din
Bottom of the bottom jani
Jaanam meri zindagi yeh gazal ban gayi
Tujhse lakho mill jese tu ho chaand
Teri roshani ab kashish si shakal si ban gayi
Na tutne se tute vo kasam si ban gayi
Me likhu shayari tu adab si ban gayi
Jo chodo bhi aduri vo nazam si ban gayi
Tum kaha ho kya siyahi me samati ho
Humesha der kar deta hu me pata he na
To meri jaan tum bhi waqt par kyu aati ho
Hum khud se bhaag he ya bekhabar
Naa maut aati he naahi sabar
Tu hi naa mila mujhe agar
To me faasale badhau to me tumse bas
Yeh don't let it go, let it go
Chodo yeh bahane he kahaniya
Bada hona tum dil ki pareshaaniyaan
Hum pehle aashiq to nahi he jaaneman
Yeh ishq kha gaya badi jawaaniyan
Mai ishq farishq se judke bohot khush
Kya kare teri hawayein he sawariyan
Bas ek jhalak jo dikh jaye mujhe teri
To shuru kare hum id ki taiyaariyan
Mai ishq farishq se judke bohot khush
Baadalon se he lagai tune yaariyan
Tere samaan se bhari meri almaariyan
Mat karo tum bas id me harbaaniyan
Me bas dil ki baat kehne vala tha tumhe
Fir kisine me neend se jagadiyan
Maahir ho gaya hun mai bhi ab tadap ne me
To kyu darenge hum bhi dil ko rakhne me
Badal gaye ho tum bhi ab pata nahi
Tum aise to nahi the mere sapane me