Rangdhar Hai Ye Jindagi, Do Dhaar Ki Talwar Hai
Ek Raat Ki Ye Kahani, Bas Pal Do Pal Ka Saath Hai
Road Pe, Ek Mod Pe, Road Pe Ek Mod Pe
Jod Ke Kabhi Tod Ke Tham Jayegi Jindagi
Raftar Se Kuch Shor Se Chali Jayegi Jindagi
Waqt Kabhi Bhi Ye Rukta Nahi hai
Arsh Kabhi Bhi Ye Jhukata Nahi hai
Garja Hai Jo Wo Barsa Nahi Hai hai
Dil Mein Hai Jo Wo Kyun Karta Nahi Hai
Raftar Se Kuch Shor Se Chali Jaye Ye Jindagi
Road Pe Ek Mod Pe,Kabhi Ayegi Jindagi
Jod Ke Kabhi Tod Ke Tham Jayegi Jindagi
Baat Jo Bigadi Hai, Banti Hi Jaye
Waqt Ke Kaaton Mein Fasti Hi Jaye
Atka Hai Jo Wo Nikalta Nahi Hai
Bheed Se Aage Wo Kyun Badta Nahi Hai
Kuch Chhen Ke Kuch Baat Ke Chali Jaye Ye Jindagi