LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Meri Tu Na Khair Kar (feat. Adi Kumar & Kaavya Kumar)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tere piche hi
Aarzoo meri
Aage raaste
Dhoondla sa

Jo bhi hai yahin
Ab shaamil hai
Iss waqt ko
Jiyein aise ki

Meri tu khair na kar
Jaise Mai anjaan par
Piche piche main tere
Aata rahunga

Aankhein lad le
Baatein kar le
Fizool ki

Par Meri tu na Khair kar
Jaise Mai anjaan par
Piche piche main tere
Aata rahunga

Ikk kahaani
Sunaau kya mai baware
Hasrat yunhi
Udd jaaega din hote hi

Hote hi hote
Taaron ke neche sameete
Par sitaare toh dikhe mujhe
Teri aankhon ki parchaayi me

Mere tu bagair jee
Par mai hawa hi hoon
Halke se mai jo tumhe
Chuu lu toh kya hona

Aankhein lad le
Baatein kar le
Fizool ki

Par Meri tu na khair kar
Jaise mai anjaan par
Piche piche main tere
Aata rahunga

Meri tu na Khair kar

Meri chahat
Ki tum mujhe satao na zara
Itni si ki
Tujhe chhodkar koi na satae mujhe

Mere dil ko, mere mann ko
Teri aahetein pighalayein
Iske bawajood mere saath tu
Yeh khel khel kar

Meri tu na khair kar
Jaise mai anjaan par
Piche piche main tere
Aata rahunga

Aankhein lad le
Baatein kar le
Fizool ki

Meri tu na Khair kar

WRITERS

Surya Venkat

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None