Samaa Yeh Saara, Yeh Nazaara
Tere Sahaare Aasman Ke Sitaare
Tere Bina Saara Yeh Jahaan
Hai Hi Nahin, Na Hai Kuch Bhi Yahan
Tere Bina Na Mera Nishaan
Jo Tera Hai Wo Mera Jahaan
Na Mera Ghar Na Koi Basera
Jahaan Nazar Jaaye Hai Andhera
Teri Raah Tak Ti Ye Raahein
Maalik-e-Behrobar Dekhle Ik Nazar
Ik Tu Hi To Sahaara Hai Mera
Meri Khataaon Ka Kya Ye Sila
Tere Sahaare Aasman Ke Sitaare
Tere Bina Saara Yeh Jahaan
Hai Hi Nahin, Na Hai Kuch Bhi Yahan
Tere Bina Na Mera Nishaan
Jo Tera Hai Wo Mera Jahaan