Hazaron ki bheed me se tujhe chuna hai yaara
Zindagi k haseen palon ko saath humne guzara
Hazaron ki bheed me se tujhe chuna hai yaara
Zindagi k haseen palon ko saath humne guzara
Yaad hai kya tujhko yaaad hai
Jab rote hue ko hasaya tha
Canteen le jaa k tujhe free ka khana khilaya tha
Yaad hai kya tujhko yaad hai
Haste hue guzari mulakatein
Gale se hai lagan tujhko yaara
Milenge jald hi fir dubara
Yaad hai kya tujhko yaad hai
Yaar hai tu mera yaar hai
Tere saath bithani mehfil har baar hai
Yaar hai tu mera yaar hai
Tere saath bithani mehfil har baar hai
Yaad hai kya tujhko yaad hai
Yaar hai tu mera yaar hai
Tere saath bithani mehfil har baar hai
Yaar hai tu mera yaar hai
Tere saath bithani mehfil har baar hai