Ab aate nahi yaadein woh jo tere sath mein khush the
Ab aate hai lamhein woh raat mein hote hai rubaru asli rukh se
Woh puchti kaafi kuch mere baarein mein logo se janti kya mera haal
Ab tere jaane se huye do saal hai tere hi raakh mein baache sawaal
Jinme na baatein na waadein hai laazmi
Kal tak woh khas thi ab bas hai kaagzi
Dil ke dewaaron pe tasveerein aaj bhi
Jinko nihaarke din kaate raat bhi
Lagi woh choot woh khud zinmedaar thi
Lagi woh smoke ki aadat nai chuthti
Pyase ko pass bulaati miraj si
Main uspe hi likhta hu geet
Kya likhke yeah bhulunga maazi main
Woh chadhti hai aur hi afeem
Woh mera tha jhoota yakeen
Woh mausam se teez bemausam se rangon mein badle hai
An tere nishaan bhi rakhna gunaah hai toh jharta rooz ye panne main
Peeke jo call main krta hu raat mein tujhe mahaul ki tu zinmadaar
Fir kyu hai bolti mujhe ki chain se jeene na diya toh sone de yaar
Na milta sukun na bhula hu neend kya tere hi rukh se rangu dewaar
Begane ishq e laga jo dil se saada toh marz se bana bimaar main