Na jane kyu hun main adhura
Nazre jaati hai jo aayine mein meri
Aaj kaise main kehdu tujhe
Aasman ye satati hai khushboo se teri
Zameene chubhati pathar mujhe
Aaj baatein mujhe bolne do na please
Kuch din pehele tha main on my knees
Na jane kyu main dil ki suna
Baatein meri sun zara kum bol jana
Ye jo dil ki baat hai main gaano mein sunara par
Tuta hun main andar se bahut
Tu nikli bewafa maine bhara harjana
Is dard ka mere bas khuda gawah
Registhan mein tu jaise thandi hawa
Tu gayi toh tha main kisi aur ke saath par
Mera wahan maan nahi laga
Aaksar ye rishte bhule nahi jaate
Pyar inme kum hai zyada darare
Kuch aisi baatein hai bhuli nahi jaati hai
Zung lag chuke hai ye darwaze hum tabhi baithe
Aaj kaise main kehdu tujhe
Aasman ye satati hai khushboo se teri
Zameene chubhati pathar mujhe
Aaj baatein mujhe bolne do na please
Kuch din pehele tha main on my knees
Na jane kyu main dil ki suna