Mein bus chahta hun (Chahta hun)
Na chayie mujhay pyaar shyaar
Khushi ke raston ko tu paa le yaar
Oooo, apnay dil ki pukaar
Mein bhi chahta hun (Chahta hun)
Na chayie mujhay pyaar shyaar
Khushi ke raston ko tu paa le yaar
Khud pe thora sa waqt laga lo
Apnay hi khwaabon ko sacha banado
Dunya ki baaton ko lun pe charado
Saaray ghumon ko mann se mita do
Mein sirf chahta hun (Chahta hun)
Na chayie mujhay pyaar shyaar
Khushi ke raston ko tu paa le yaar